Facebook password bhul gye to kya kare | how to recover Facebook password | kisi bhi account ka password kaise pata kare |How to change Facebook password | Password change kaise kare | how to delete Facebook account
Agar aap apna Facebook password ya instagram password, tweeter password ya fir kisi bhi account ka password bhul gye he to kuch hi second me aap asani se pata kar sakte he. Wo bhi sirf apne phone ki settings me jake.
Agar aap apne dost girlfriend boyfriend ya fir kisi ka Facebook password pata karna chahte he ya fir kisi bhi dusra account ka password janna chahte he, to aaj ham batane jaa rahe he ki kisi ka bhi password kaise pata kar sakte he.
Hamme se bahut log Facebook ya dusra kahi social platform ya fir website par account banate he or login karte he, lekin kisi bhi karan ham un account ka id password bhul jate he, aise me ham bahut parishan ho jate he or youtube pe internet search karte he account ka password kaise pata kare, ya fir account ka password change kaise kare, lekin sabhi tricks or tips bekar ho jate ya unme se koi kaam bhi nhi karta. Lekin aaj ham aapko aisa asan tricks or tips denge jise jan ke aap yakin nehi hoga ki itni asani se kisi bhi account ka password ham pata kar sakte he, or password change Kar sakte he yaha tak ki account ko delete bhi kar sakte he.
aniruddha
Ya fir aisa bhi ho sakta hai ki aap apne dost ya fir girlfriend / boyfriend Facebook me kisse chat karte he or kya karte he dekhna chahte he, to simple trick aapki bahut kaam aane wali he, kyuki ye trick bas phone phone settings me hi chhupa hai, or youtube ya fir kahi pe jake search karne ki zarurat nehi ki girlfriend / boyfriend ka Facebook password kaise dekhe ya fir friend ka Facebook password kaise dekhe. Aap bas unka phone kuch seconds ke lijiye or settings me jake chupchap password dekh lijiye, kisiko kuch bhi pata nehi chalega. lekin iske liye aapko unki phone ka screen lock password janna padega.
To chaliye jante he ki Facebook ya fir kisi bhi account or login ka password kaise pata kare?:
***Lekin isse pahle ek jaruri baat dhyan me rakkhe, ki ye trick sirf educational purposes ke liye he, ise sirf apne kam ke liye or dusro ke aache kam ke liye upyog kare or kisiko bhi nuksan na pahuchaye. Hamari uddeshya sirf aapko sikhana ya batana hai.***
aniruddha
To chaliye jante he ki Facebook ya fir kisi bhi account or login ka password kaise pata kare kuch second me wo bhi sirf apne phone ki settings me jaa kar:
(Agar aap iss process ko video me dekhna chahte he to yaha se jakar dekh sakte he)
Step 1:
Pehle aapko phone ki "Settings" me jana hoga
0 टिप्पणियाँ
aniruddhah58@gmail.com