Flight me mobile ko flight mode me kyu rakhte he? | Why we should put our phone in flight mode in aroplane | Kya hoga agar hawai jahaz me phone pe baat kiya jaye to | what if we make a call in flight
Biman me sabhi yatri ko apne phone ko flight mode me rakhne ke liye kaha jata he, lekin apne kabhi socha he aise kyu?Agar aap ko iske ware me jankari nehi he or aapko ye chiz normal lagta he or agar aap janna chahte he aisa kyu to ye post akhir tak zarur padhna chahiye. Aj ham aapko batane ja rahe he iske piche ka asli karan ki akhir kyu aroplane me koi bhi apne phone se call pe baat kyu nehi kar sakte or nahi internet ka istemal kar sakte.
Federal Aviation Administration (Faa) ne flight me celular network se connect karne ke liye phone or koi device ka istemal karne par ban kar diya he, kyuki iske wajah se flight ki navigation or sanchar pranaliyon ko thik se kam karne me bahut samassya ho sakte he. Sayad sunne me ye aapko aam baat lag sakta he, lekin sayad aapko andaza nehi ye kitna khatarnak ho sakta he.
Saal 1991 me Federal Communications Commission (FCC) jo mobile phone communication control karta hai unke dwara airline yatrion ko flight me phone call or celular network ka istemal karne par ban laga diya hai.
To kya hoga agar ham udaan bharte samay phone pe baat kare to?
Saal 2000 me kuch researchers ke dwara bataya gya he ki celular network biman ke electronic machinery ko affect karte he, to asalme khatra ye rehtey he ki jab koi flight me calling laga de to aroplane ki navigation kam karna band kar sakte he ya fir air traffic controller se pilot ka sampark tut sakta isse aroplane apna rasta bhatak sakta he or durghatna ka shikar ban sakta he.
Isi liye biman uste samay phone ko flight mode me rakhne ke kaha jata hai.
0 टिप्पणियाँ
aniruddhah58@gmail.com